Good Friday Messages SMS Shayari in Hindi | Good Friday messages Quotes in Hindi







Ham hain laachar or gire hue 
Jag me nirbal or dabe
 hueTum shaktimaan prabhu
 Yeshu Ham chharan tumhaare aaye 
hainJyoti dilao pyaare Prabhu ji,
Good Friday ki badhaiya!!


Prabhu Yeshu ke charano ki dhool hain hum
Prabhu ke liye saare pyare phool hain hum
Inhi phoolon ko bachane, baghiche ko sajane,
Hamare paapo ko prabhu ne apnaya,
Manushya ko ishwarta kaa paath padaya..
Din Good Friday ka aaj pavitra hai aay!
Good Friday ki Shubkamnaye!


Now in Hindi Devnagri Script
प्रभु येशु के चरणों कि धुल हैं हम
प्रभु के लिए सारे प्यारे फूल हैं हम
इन्ही फूलों को बचने, बघिचे को सजाने,
हमारे पापों को प्रभु ने अपनाया,
मनुष्य को ईश्वरता का पाठ पढाया,
दिन गुड फ्राईडे का है आया …

गुड फ्राईडे कि शुभकामनायें !!